IONOS Me Domain Ka Name Server Kaise Change Kare

Agar aap apne doamin ka name server change karna chahte ho or aapne IONOS ki hosting ke rakhi hai to aaj ka ye article aaplogo ke liye, isliye article ko last tak padhna.Name Server Kya Hai?

Name Server Kya Hai?

Agar aap saral bhasha me samjho to jaise me aapka koi dukan hai to uske saman ko store karne ke liye aapko ik store ki jarurt to parti hai usi tarh se name server hai jo ki aapke sare data ko store kar ke rakhti hai .

Name server aapki website ko load karti hai.

IONOS Me Name server Kaise Change kare?

Aapko sabse pehle IONOS dashboard me login karna hai phiur aapko manage domain wale option par click karna hai uske baad aapko name server ka ik option show hoga to aapko uss par click karna hai phiur next page open hoga.

Whah par aapko use custom domain ka option milega aapko uss par click kar ke jo bhi name server add karna chahte ho kar dena hai or save kar dena hai.

Conclusion

Iss article me hamne aapko bataya kaise aap apne IONOS dashboard se name server ko change kar sakte ho.

Agar aapko name server change karne me kisi tarh ka problem aata hai to comment kar me jarur batay ham aapki problem ka solution jarur bataynge.

Dhanyawad.

 

Leave a Comment