IONOS Me WebSite Ka Database Restore Kaise Kare

Agar aapke paas IONOS ki hosting hai or aap apne website ki database ko restore karna chahte ho to aaj ka ye article aaplogo ke liye hai, isliye post ko last tak padhiyega.

website Database Kya Hai?

Dosto aapke site ka jo bhi data files hote hai wo ik jagh aapke databse file me save rehte hai use hi ham database kehte hai.

IONOS Me Website Database Restore Kaise Kare?

Aapko apne IONOS dashboard oar login kar lena hai phiur aapko menu me jana hai or aapko hosting wale option par click karna hai phiur next page open hoga waha par aapko database ka option milega aapko uss par click karna hai.

Phiur next page open hoga or aake jitne bhi site honge sabke domain name show hoga.

Or unhi ke samne aapko settings ka logo show hoga aapko uss par click karna hai phir ik popup page open hoga or waha par aapko restore database ka option show hoga aapko uss par click kar ke data ko restore kar dena hai.

Conclusion

Aaj ke iss article me hamne aapko database restore karae ke bare me bataya.

Agar aapko database restore karne me kisi tarh ki pareshani aati hai to comment me jarur batay.

Dhanyawad.

Leave a Comment