Godaddy Se Liye Domain ka Name Server Kaise Change Kare

Agar aap apne hosting pe alag se dusra domain add karte ho dusre company se domain leke to aapko uska nameserver change karna hota hai ya or bhi bohhot se karno se, aone domain ka name server change karna chahte ho to to aap sahi article par aay ho aaj ke iss article me ham aapko bataynge, Godaddy se liye domain ka name server kaise change kare.

Godaddy Se Liye Domain ka Name Server Kaise Change Kare?

Sabse pehle aapko Godaddy account me login karna hai uske baad aapko my products wale option pe click karna hai uske baad aapko domains wale section me jana hai or waha par aapko manage ak option show hoga aapke domain name ke samne aapko uss par click karna hai.

Phiur next page open hoga aapko niche ki tarf jana hai aapko waha par manage dns ka option milega aapko us par click karna hai.

Phiur next page open hoga waha par aapko aapke name server show hoga to aapko change option par click kar ke jo bhi name server dalna chahte ho use add kar ke save kar dena hai

Conclusion

Iss article me hamne aapko Godaddy me name server change karne ke bare me bataya.

Agar aapko iss article se related kuuch bhi problem aati hai to comment box me jarur batay.

Dhanyawad.

 

 

Leave a Comment